...

"Ab jo dekhain tou koi asii bari baat na thee
Ye shab-o-roz o mah-o-saal ka purpaich safar
Qadre asaan bhi hoe sakta tha!
Ye jo har morh pe kuch uljhay huway rastay hain
Inn mein tarteeb ka imkaan bhi hoe sakta tha!
Ham zara dhayan se chaltay…
Ab jo dekhain tou bohth saaf nazar aatay hain,
Saaray manzar bhi, pas-e-manzar bhi
Laikin iss der-khayali ka sila kya hoga?
Ye tou sab baad ki baatain hain, meri jaan, inhay
Dekhtay, sochtay rehnay se bhala kia hoga?
Wo tou jo hona tha, huwa... hoe bhi chukka..."

Well, I do not who the poet is!

Comments

Popular posts from this blog

Speed-breakers

Company - Ba-gul Nashistan

The road not taken