The Pleasure of reading Faiz
Nuskha-e-haye-wafa, a book that one never gets tired of. On every reading one uncovers a new meaning. A meaning that was missed out on the previous reading! That is what good poetry is - layers and layers of meaning and every layer giving way to a newer, fresher one!
From Naqsh-e-Faryaadi
Dil raheen-e-gham-e-jahan hai aaj
Har nafas tishna-e-fughaan hai aaj
sakht weeraan hai mehfil-e-hasti
Aey gham-e-dost! Tu kahan hai aaj
. . .
Sozish-e-dard kissay maaloom!
Kon jaanay kissi ke ishq ka raaz
Meri khaamoshiyon main larzaan hai
Meray naalon ki gumshuda aawaaz
. . .
From Naqsh-e-Faryaadi
Dil raheen-e-gham-e-jahan hai aaj
Har nafas tishna-e-fughaan hai aaj
sakht weeraan hai mehfil-e-hasti
Aey gham-e-dost! Tu kahan hai aaj
. . .
Sozish-e-dard kissay maaloom!
Kon jaanay kissi ke ishq ka raaz
Meri khaamoshiyon main larzaan hai
Meray naalon ki gumshuda aawaaz
. . .
Comments
(End verse)...Tum aaj kuch bhi na pocho k dil uddas buhat hai.
And this verse is almost unbearable:
...Har daagh hai is dil par, bajuz daagh e nidamat.
And look what a Sufi once said:
Roatee hai khalq meri kharaabi ko dekh kar
Roata hoon mein keh haaye meri chashm tar nahi!